Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePrem Dhawan
HomePrem Dhawan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon aankhon mein unse pyaar ho gayaa aankhon aankhon mein unse pyaar ho gayaa main na jaanun kyun ye dil beqaraar ho gaya ho maina jaanu kyun ye dil beqaraar ho gayaa aankhon aankhon mein unse pyaar ho gayaa aankhon aankhon mein unse pyaar ho gayaa sookh chain gaya akhiyon mein neend nahin sookh chain gaya akhiyon mein neend nahin ab main hoon kahin aur wo hain kahin ab main hoon kahin aur wo hain kahin haay mera sapona sansaar ho gaya haay mera sapona sansaar ho gaya main na jaanu kyun ye dil beqaraar ho gaya ho main na jaanu kyun ye dil beqaraar ho gaya aankhon aankhon mein unse pyaar ho gaya aankhon aankhon mein unse pyaar ho gaya pata poochhti hoon unka sitaaron se pata poochhti hoon unka sitaaron se dil loot gaye mera jo ishaaron se dil loot gaye mera jo ishaaron se baaton baaton mein koi dildaar ho gaya baaton baaton mein koi dildaar ho gaya main na jaanu kyun ye dil beqraar ho gaya ho main na jaanun kyun ye dil beqraar ho gaya aankhon aankhon mein unse
peeli peeliiii sarson phooli peeli ude patang o peeli peeli udi chunariyaaaaa o peeli pagdi ke sang gale laga ke dushman ko bhi yaar bana lo kahe malang aaj rang lo dilon koooooooo rang lo rang lo dilon ko ik rang mein hai ye dharti sabhi ki gagan sab kaa tera mera na kaho hai ye chaman sab ka hoyee ho tera mera jo kaheeeeeee ho tera mera jo kahe wo hai chhote dil ka khare dil se badal le jo hai khote dil ka ho khare dil se badal le jo hai khote dil ka ho koi chhota na badaaaaaaa koi chhota na bada ho koi khota na khara ho jeena seekh lo zara ek naye dhang mein aayi jhoom ke meri hatti ke laakhon mann daane daane teri bhatti mein bhun gaye jaa ke o jaa ke teri bhatti mein bhun gaye jaa ke dil ko rakhna o buddhe bacha ke bacha ke bhun daalungi main daanon mein mila ke haaye bhun daalungi main daanon mein mila ke o pyaari phite munh chod fita are o hatti waale tabhi chhodunga jab tune haan ki o pyaari tabhi chhodunga jab tune haan ki budhape ki sharam kar phite munh
agar dil kisi se lagaya na hota agar dil kisi se lagaya na hota zamane ne hum ko mitaya na hota zamane ne hum ko mitaya na hota girana hi tha tune aansu samjh ke aansu samjh ke to nazron mein hum ko basaya na hota to nazron mein hum ko basaya na hota zamane ne hum ko mitaya na hota muqaddar mein gar yahi ruswaayian thi ruswaayian thi to mahfil mein teri main aaya na hota to mahfil mein teri main aaya na hota zamane ne hum ko mitaya na hota agar tere daaman ki hasrat na hoti hasrat na hoti to yun zindagi ko lutaya na hota agar dil kisi se lagaya na hota zamane ne hum ko mitaya na hota
tu na rona ke tu hai bhagat singh ki maaaaaaa marke bhi laal tera marega nahin ghodi chadh ke to laate hain dulhan sabhi hanske har koi faansi chadhega nahin ishq aazaadi se aashiqon ne kiya dekh lena use hum byaah laayenge jab shahidon ki arthi utthe dhoom se desh waalo tum aasu bahaana nahin par manaao jab aazaad bhaarat ka din us ghadi tum humein bhool jaana nahin laut kar aa sake na jahaan mein to kya yaad banke dilon mein to aa jaayenge
badli teri nazar to nazaare badal gaye wo chaandni wo chaand sitaare badal gaye badli teri nazar to nazaare lehron se pooch leejiye saahil bhi hai gawaah lehron se pooch leejiye saahil bhi hai gawaah saahil bhi hai gawaah kashti meri dubo ke wo dhaare badal gaye kashti meri dubo ke wo dhaare wo khwaab wo khayaal wo armaan wo hasratein wo armaan wo hasratein badle jo tum to saare ke saare badal gaye badle jo tum to saare ke saare main bhi wahi hoon meri wafaayein bhi hain wahi wafaayein bhi hain wahi phir kyun teri nazar ke ishaare badal gaye phir kyun teri nazar ke ishaare badal gaye wo chaandni wo chaand sitaare badal gaye badli teri nazar
bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon bada hai dhoka teri nazar mein main kis tarah aitbaar kar loon bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon yeh bheeni bheeni hawa ki khushboo mehek hai tere hi tan badan ki ye bheeni bheeni hawa ki khushboo mehek hai tere hi tan badan ki sambhal ke bolo chatak na jaaye koi naveli kali chaman ki meri kali tum meri kali tum agar kaho to main zindagi ko bahaar kar loon bada hai dhoka teri nazar main main kis tarah aitbaar kar loon hazaar baatein hain aisi dil mein jo ruk gayi hain jabaan pe aa ke hazaar baatein hain aisi dil mein jo ruk gayi hain jabaan pe aa ke jo baat lab pe machal rahi hai wo aaj keh doon nazar mila ke kisi ki ho ke kisi ki ho ke ye chain kho ke main dil ko kyun bekraar kar loon bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon gino na ab dhadkane humari na aur lo imtihaan humara gino na ab dhadkane humari na aur lo imtihaan humara ise na
baalmavaa naadaan aaa aaaa aaa aa baalmavaa naadaan samjhaaye na samjhe dil ki batiyaan baalmavaa naadaan baalmavaa naadaan ho naadaan ho naadaan balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma ja ja ja o balma jaa main chanda ki chandni hoon main taaron ki raani main chanda ki chandni hoon main taaron ki raani mere matwaale nainon se chhalke mast jawaani mere matwaale nainon se chhalke mast jawaani in nainon ki balma tune koyi kadar na jaani o balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma jaa ek raat ki mehfil hai yeh jhoom le o mastaane ek raat ki mehfil hai yeh jhoom le o mastaane dekh shamma par aakar kaise marte hain parwaane dekh shamma par aakar kaise marte hain parwaane jee ke marna marke jeena pagle tu kya jaane o balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma ja ja ja o balma jaa
brij ke nandlaala raadha ke saanwariya sabhi dukh door huye jab tera naam liya brij ke nandlaala raadha ke saanwariya sabhi dukh door huye jab tera naam liya meera pukaari jab girdhar gopaalaa meera pukaari jab girdhar gopaalaa dhal gaya amrit mein vish ka bhara pyaalaa dhal gaya amrit mein vish ka bhara pyaalaa kaun mitaaye use jise tu raakhe piya sabhi dukh door huye jab tera naam liya brij ke nandlaala raadha ke saanwariya jab tere gokul pe aaya dukh bhaari jab tere gokul pe aaya dukh bhaari ek ishaare se sab vipada taari ek ishaare se sab vipada taari mud gaya govardhan tune jit mod diya sabhi dukh door huye jab tera naam liya brij ke nandlaala raadha ke saanwariya nainon mein shaam base man mein banwaari nainon mein shaam base man mein banwaari sudh bisraaye gayi murli ki dhun pyaari sudh bisraaye gayi murli ki dhun pyaari man ke madhuban mein raas rachaye rasiya sabhi dukh door huye jab tera naam liya brij ke nandlaala raadha ke saanwariya sabhi dukh door
chaand ne kuchh kaha taaron ne kuchh suna baat hi baat mein jaane kya ho gaya aankhen jhuk jhuk gayin dhadkanen ruk gayin kya bataun mera dil kahaan kho gaya chaand ne kuchh kaha taaron ne kuchh suna baat hi baat mein jaane kya ho gaya hum to khud se hi nazren churaane lage jaane kya soch kar muskuraane lage hum to khud se hi nazren churaane lage jaane kya soch kar muskuraane lage ab to dil na kisi bhi bahaane lage baat hi baat mein jaane kya ho gaya aankhen jhuk jhuk gayin dhadkanen ruk gayin kya bataun mera dil kahaan kho gaya raat aayi hai zulfen sanwaare huye aankhon aankhon mein kya kya ishare huye raat aayi hai zulfen sanwaare huye aankhon aankhon mein kya kya ishare huye bas hai itni khabar hum tumhare huye baat hi baat mein jaane kya ho gaya chaand ne kuchh kaha taaron ne kuchh suna baat hi baat mein jaane kya ho gaya
chal chal re naujawaan chal chal re naujawaan jeena tera kaam nahin marna teri shaan chal chal re naujawaan parbat pe chadhe jaa bin maut mare jaa jaayegi teri jaan magar hoga teraa naam chal chal re naujawaan chal chal re naujawaan kaise jaaun aage saasuji kaise jaaun aage uncha pahaad niche gehri gehri khayi dar laage kaise jaaun aage saasuji kaise jaaun aage jo waada kiya woh nibhaana padega sar phoot jaaye chaahe taang toot jaaye tujhko jaana padega jo waada kiya woh nibhaana padega nibhaana padega tu apni mummy ke kehne mein aakar kyun khil khilaati hai mujhko sata kar ek din tu hogi udaas dekhegi jab meri laash ho kar ke ladke kyun karta bahaane rag rag teri koi jaane na jaane lekin main hoon teri saas jaanun tu hai badmaash zindagi bhar nahin chhodunga teri beti ka haath chhod de gar tu mother in law yeh pahaad ki baat chhod de gar tu mother in law yeh pahaad ki baat ab der na kar mere laalaa teri raah take hai himaala ab der na kar mere laalaa teri raah
chalo chalen chalo chalen dil le chale jahaan aji door badi door jahaan mile zamin se aasma chalo chalen kahaan chalo chalen dil le chale jahaan aji door badi door jahaan mile zamin se aasma chalo chalen yeh udta huwa hai baadal kya faila hai tera aanchal ye aaj uthi hai dil mein kyun ek niraali halchal kya hai raaz keh do aaj jo bhi dil mein chhupi hai daastaan chalo chalen tu hai saath to kya mushkil hai jahaan tu hai wahin manzil hai kya soche kahaan hai jaana jab de hi diya tujhe dil hai aaja meet gaalen geet kahin rooth na jaaye ye sama chalo chalen udti zulfon ko sambhaalo ab aur na jaadu daalo ye jaadu to chalke rahega chaahe kitna bhi dil ko bacha lo mile nain gaya chain yahi hota hai milte hain dil jahaan chalo chalen chalo chalen dil le chale jahaan aji door badi door jahaan mile zamin se aasma chalo chalen hmmmm hmmmmm hmmmm hmmmm
Dekho Bina Saawan Baras Rahi Badli
dil hai ae ae dil hai deewana jawaan hai zamaana bana doongi tujhko nazar ka nishana dil hai ae ae dil keh raha dil ko dil se mila lo dil ke sahaare jiyo jeene waalo dil hai ae ae seene mein toofaan tere liye hain dil mein ye armaan tere liye hain dil hai ae ae lehraati zulfon ki chhaon mein so jaa aa aaa aa matwaali aankhon ka ik baar ho jaa aa ik baar ho ja dil hai ae ae dil hai deewana jawaan hai zamaana bana doongi tujhko nazar ka nishana dil hai ae ae
dil mein basa ke meet banaa ke bhool naa jaana preet puraani bhool naa jaana dil mein basa ke ye meri khaamosh nigaahen ye meri khaamosh nigaahen jalte aansu thandi aahein le ja aaaaaa le ja ye dil ka nazraana bhool naa jaana preet puraani bhool naa jaana dil mein basa ke aaj bahaaren rooth chali hain aaj bahaaren rooth chali hain dil ki ummeeden toot chali hain aaj bahaaren rooth chali hain chhalak raha aaaaaa chhalak raha ghum ka paimaana bhool naa jaana preet puraani bhool naa jaana dil mein basa ke
hooooooo oooo oooo ho ho ho hoo ooo oooo ho ho ho hoo ooo oooo din ho yaa raat hum rahen tere saath ye humaari marzi din ho yaa raat hum rahen tere saath ye humaari marzi tumhaari marzi ji humaari marzi tumhaari to humaari bhi yahi hai marzi din ho yaa raat hum rahen tere saath ye humaari marzi tu dor main patang udun tere sang sang ho ho ho ho ho ho ha ha ha ha haa tu hai phool to main rang rahun tere sang sang ho ho ho hmm hmm hmm ho ho ho ho ho rang daaro iss rang mein humaara ang ang rang daaro iss rang mein humaara ang ang ye tumhaari marzi ji humaari marzi tumhaari to humaari bhi yahi hai marzi din ho yaa raat hum rahen tere saath ye humaari marzi le ke aaun main baraat thaamun mehndi waale haath ho ho ho ho ho ho ha ha ha ha ha main to mukh se na bolun chali chalun tere saath ho ho ho hmm hmm hmm ho ho ho ho ho nit nit kare chanda se chakori mulakaat nit nit kare chanda se chakori mulakaat ye tumhaari marzi ji humaari marzi tumhaari to humaari bhi yahi hai
ghir ghir aaye badarwa kaare ghir ghir aaye badarwa kaare rang bhare ras bhare pyaare pyaare rang bhare ras bhare pyaare pyaare ghir ghir aaye badarwa kaare ghir ghir aaye badarwa kaare chali nashe mein choor hawaayein masti se bharpoor hawaayein chali nashe mein choor hawaayein masti se bharpoor hawaayein machal machal kar bijli chamke machal machal kar bijli chamke jyun naina matvaare ghir ghir aaye badarwa kaare chaaron or hai khushi ka mela raha na jaaye aaj akela chaaron or hai khushi ka mela raha na jaaye aaj akela baar baar mera man soona baar baar mera man soona kis ko aaj pukaare ghir ghir aaye badarwa kaare ghir ghir aaye badarwa kaare
in taaron ki mehfil mein tumsa koi taara nahin in taaron ki mehfil mein tumsa koi taara nahin yun to chaand bhi pyaara hai hamein tumse to pyaara nahin yun to chaand bhi pyaara hai kuchh meri tamanna thi kuchh teri nawajish thi kuchh meri tamanna thi kuchh teri nawajish thi kuchh dil ka bahana tha kuchh nazron ki sazish thi haalaat hon aise to chalta koi chara nahin in taaron ki mehfil mein mere pyaar ki manzil hai teri zulfon ki chaanv mein mere pyaar ki manzil hai teri zulfon ki chaanv mein maine sara jahaan paaya aa kar teri baahon mein ulfat ke siva ab to hamein koi sahara nahin yun to chaand bhi pyaara hai dekhi hai jhalak teri hanste huye taaron mein dekhi hai jhalak teri hanste huye taaron mein tujhsa koi phool nahin duniya ki baharon mein jismein tera jalva na ho koi aisa nazara nahin in taaron ki mehfil mein tumsa koi taara nahin in taaron ki mehfil mein
aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa ja re beimaan tujhe jaan liya jaan liya ja ja jaaaaa ja re beimaan tujhe jaan liya jaan liya ja ja jaaaaa ja re beimaan tujhe jaan liya jaan liya jaan liya tere hi saamne hai tujhe khabar hi nahin tere hi saamne hai tere hi saamne hai tujhe khabar hi nahin samajh sake jo humein ye wo nazar hi nahin ab aur kya kahein kya kahein kya kahein ab aur kya kahein ke tujh pe to asar hi nahin bade ho dil ke bure humne pehchaan liya hoo ja hoo ja hoo ja re beimaan tujhe jaan liya jaan liya ja ja jaaaaa ja re beimaan tujhe jaan liya jaan liya jaan liya ma ni dhani sa ni dhani sa ma ga re sa ni dha ma pa dha ga ma ma pa ma ga re sa ni sa sa ma ma dha dha ni ni sa ni sa sa ma ma dha dha ni ni sa ni sa sa ma ma dha dha ni ni sa humein fareb na de ke ye chalega nahin humein fareb na de humein fareb na de ke ye chalega nahin sanam ye jhooth tera sada palega nahin hawa ke aage diya aaa aaa aaaaaa aaaaa hawa ke aage diya toh kabhi jalega nahin sahenge ab na
jaa jaa re chanda jaa re teri chaandni bhi mera jiyaraa jalaaye jaaa jaa jaa re chanda jaa re teri chaandni bhi mera jiyaraa jalaaye jaaa jaa jaa re chanda jaa re duniyaa to saari soyi sapnon ki raat mein duniyaa to saari soyi sapnon ki raat mein ek main hi jaagun jaage ghum mere saath mein akhiyaan to bhar bhar aayen baat baat mein jaa jaa re chanda jaa re teri chaandni bhi mera jiyaraa jalaaye jaaa jaa jaa re chanda jaa re koi bhi sahaara mera nahin hai jahaan mein koi bhi sahaara mera nahin hai jahaan mein ek bhi sitaara mera nahin aasmaan mein dukh hain hazaaron meri ek jaan mein jaa jaa re chanda jaa re teri chaandni bhi mera jiyaraa jalaaye jaaa jaa jaa re chanda jaa re teri chaandni bhi mera jiyaraa jalaaye jaaa jaa jaa re chanda jaa re
jaadu bhari ye chandni ye pyaar ka samaa o jaadu bhari ye chandni ye pyaar ka samaa mujhko zara sambhaliye main kho chali kahan jaadu bhari ye chandni aane laga khumaar sa bahke kadam mere aane laga khumaar sa bahke kadam mere dekho na aise pyaar se mujhko sanam mere ho oo kitna hansi hai dekhiye ye pyaar ka jahan mujhko zara sambhaliye main kho chali kahan jaadu bhari ye chandni deke tamaam zindagi maangun ye raat main deke tamaam zindagi maangun ye raat main jee bhar ke tum se kah sakun phir dil ki baat main ho oo tab tak rahe labon talak ye meri daastan mujhko zara sambhaliye main kho chali kahan jaadu bhari ye chandni hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Aankhon Mein Ada (1951) 03:07 14627
 
Poster of Ada (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:07   Song Number : 14627   

Aayi Jhoom Ke Basant Upkar (1967) 06:36 14385
 
Poster of Upkar (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 06:36   Song Number : 14385   

Agar Dil Kisi Se Lagaya Na Hota Bada Aadmi (1961) 03:39 16072
 
Poster of Bada Aadmi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sheikh Mukhtar
Duration : 03:39   Song Number : 16072   

Aye Watan Aye Watan (Slow) Shaheed (1965) 02:44 17634
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 02:44   Song Number : 17634   

Badli Teri Nazar Badi Bahu (1951) 03:10 38893
 
Poster of Badi Bahu (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Krishna Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:10   Song Number : 38893   

Bahut Haseen Hain Tumhari Aankhein Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:08 36993
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Ragini, Sailesh Kumar
Duration : 04:08   Song Number : 36993   

Balma Ja Ja Ja Aaram (1951) 02:43 11827
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:43   Song Number : 11827   

Brij Ke Nandlala Radha Ke Sanwariya Taksaal (1956) 03:30 40120
 
Poster of Taksaal (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:30   Song Number : 40120   

Chaand Ne Kuchh Kaha Daaka (1959) 03:09 39176
 
Poster of Daaka (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 03:09   Song Number : 39176   

Chal Chal Re Naujawan Ek Phool Do Mali (1969) 05:42 40606
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sadhana, Sanjay Khan, David, Durga Khote
Duration : 05:42   Song Number : 40606   

Chalo Chalen Dil Le Chale Jahaan Miss Good Night (1960) 03:23 39331
 
Poster of Miss Good Night (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hansraj Behl
Duration : 03:23   Song Number : 39331   

Dekho Bina Saawan Baras Rahi Badli Sawan (1959) 03:07 36850
 
Poster of Sawan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ameeta
Raag- 
Kafi
Duration : 03:07   Song Number : 36850   

Dil Hai Deewana Aasmaan (1952) 03:04 40201
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:04   Song Number : 40201   

Dil Mein Basa Ke Meet Bana Ke Do Raha (1952) 03:24 39968
 
Poster of Do Raha (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:24   Song Number : 39968   

Din Ho Ya Raat Hum Rahen Tere Saath Miss Bombay (1957) 03:23 40722
 
Poster of Miss Bombay (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
Nalini Jaywant, Ajit Khan
Duration : 03:23   Song Number : 40722   

Ghir Ghir Aaye Badarwa Kaare Dak Babu (1954) 03:06 40940
 
Poster of Dak Babu (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Dhani Ram
Duration : 03:06   Song Number : 40940   

In Taaron Ki Mehfil Mein Police Detective (1960) 03:21 38125
 
Poster of Police Detective (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 03:21   Song Number : 38125   

Ja Re Beimaan Tujhe Jaan Liya Private Secretary (1962) 03:39 13129
 
Poster of Private Secretary (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Dilip Dholakiya
Singer- 
Manna Dey
Duration : 03:39   Song Number : 13129   

Jaa Jaa Re Chanda Jaa Re Private Secretary (1962) 03:25 40646
 
Poster of Private Secretary (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Dilip Dholakiya
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jayshree Gadkar
Duration : 03:25   Song Number : 40646   

Jaadu Bhari Ye Chandni Madam XYZ (1959) 03:16 37527
 
Poster of Madam XYZ (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shakeela
Duration : 03:16   Song Number : 37527   
Karaoke Songs of prem dhawan, Sad Songs of prem dhawan, Love Songs of prem dhawan, Dance Songs of prem dhawan, Hip-hop songs of prem dhawan, Best songs of prem dhawan, Super hit songs of prem dhawan, hit songs of prem dhawan, duet songs of prem dhawan, solo songs of prem dhawan, old songs of prem dhawan, famous songs of prem dhawan, Hindi Karaoke Songs of prem dhawan, Hindi Sad Songs of prem dhawan, Hindi Love Songs of prem dhawan, Hindi Dance Songs of prem dhawan, Hindi Hip-hop songs of prem dhawan, best Hindi songs of prem dhawan, super hit Hindi songs of prem dhawan, hit Hindi songs of prem dhawan, duet Hindi songs of prem dhawan, solo Hindi songs of prem dhawan, old Hindi songs of prem dhawan, famous Hindi songs of prem dhawan, Sing Along Songs of prem dhawan, Sing Along Sad Songs of prem dhawan, Sing Along Love Songs of prem dhawan, Sing Along Dance Songs of prem dhawan, Sing Along Hip-hop songs of prem dhawan, Sing Along Best songs of prem dhawan, Sing Along Super hit songs of prem dhawan, Sing Along hit songs of prem dhawan, Sing Along duet songs of prem dhawan, Sing Along solo songs of prem dhawan, Sing Along old songs of prem dhawan, Sing Along famous songs of prem dhawan